Beewafa Tera Yun Muskurana
Gulshan Kumar & T-Series presents Bhushan Kumar’s “Bewafa Tera Muskurana ” – Video Song. This new romantic track is sung by Jubin Nautiyal, music composed by Meet Bros, and penned by Rashmi Virag. The song features Himansh Kohli and Akanksha Puri. The video is directed by Navjit Buttar.
Label
T-SeriesArtists
Jubin NautiyalRelease Date
August 9, 2021Single
Beewafa Tera Yun MuskuranaCo-Singer
Meet BrosLyricist
Rashmi ViragComposer
Meet BrosDirector
Navjit ButtarAvailable Lyrics
Beewafa Tera Yun Muskurana
Mujhse Takra Gaye
Baad Muddat Ke Woh
Mujhse Takra Gaye
Baad Muddat Ke Woh
Aur Pehle Ke Jaisa
Nasha Chaa Gaya
Jisko Dafna Ke Rakha Tha
Dil Mein Kahin
Phir Mere Saamne Woh
Samaa Chaa Gaya
Aankh Tirchi Huyi
Lab Hile Iss Tarah
Khud-b-Khud Mere
Honthon Pe Sher Aa Gaya
Bewafa Tera, Bewafa Tera
Bewafa Tera Yun Muskurana
Jaise Kuch Bhi Hua Hi Nahi Hai
Bewafa Tera Yun Muskurana
Jaise Kuch Bhi Hua Hi Nahi Hai
Zakham Toone Jo Mujhko Diye Hai
Dard Ab Tak Gaya Hi Nahi Hai
Teri Tasveer Maine Jala Di
Apni Taqdeer Khud Hi Mita Di
Tu Mujhe Jab Kabhi Yaad Aaya
Dil Ne Sau Sau Dafa Baddua Di
Khaab Se Bhi Tujhe Bedakhal Kar Diya
Chod Ke Main Tujhe Badi Door Aa Gaya
Bewafa Honge,
Bewafa Honge Laakhon Hazaaron
Koi Kamzarf Tujhsa Nahi Hai
Dil Ko Ab Mere Hosh Aa Gaya Hai
Pehle Jaisa Sharabi Nahi Hai
Bewafa Tera Yun Muskurana
Jaise Kuch Bhi Hua Hi Nahi Hai
Mohabbat Ke Tarazun Mein
Wafa Kamzor Thi Teri
Andheron Se Tumhare
Bach Saki Na Raushni Meri
Jise Maana Khuda Maine
Usi Ne Dil Mera Toda
Mujhe Dhokha Diya Aisa
Kahin Ka Bhi Nahi Choda
Phir Kabhi Na Kisi Se Lagaunga Dil
Ye Sabak Mujhko Lutne Ke Baad Aa Gaya
Bewafa Mera Haan Bewafa Mera
Bewafa Mera Qaatil Hai Tu Yeh
Tujhko Ab Tak Pata Hi Nahi Hai
Yeh Bhi Sach Hai Ke Ye Baat Maine
Tujhko Ab Tak Batayi Nahi Hai
Bewafa Tera Yun Muskurana
Jaise Kuch Bhi Hua Hi Nahi Hai
“Kabhi Kabhi Mohabbat Mein Aisa Hota Hai
Saansein Chalti Rehti Hai Par
Waqt Thehra Sa Hota Hai”
Bewafa Tera Yun Musukurana
Baad Muddat Ke Woh
Mujhse Takra Gaye
Baad Muddat Ke Woh
Aur Pehle Ke Jaisa
Nasha Chaa Gaya
Jisko Dafna Ke Rakha Tha
Dil Mein Kahin
Phir Mere Saamne Woh
Samaa Chaa Gaya
Aankh Tirchi Huyi
Lab Hile Iss Tarah
Khud-b-Khud Mere
Honthon Pe Sher Aa Gaya
Bewafa Tera, Bewafa Tera
Bewafa Tera Yun Muskurana
Jaise Kuch Bhi Hua Hi Nahi Hai
Bewafa Tera Yun Muskurana
Jaise Kuch Bhi Hua Hi Nahi Hai
Zakham Toone Jo Mujhko Diye Hai
Dard Ab Tak Gaya Hi Nahi Hai
Teri Tasveer Maine Jala Di
Apni Taqdeer Khud Hi Mita Di
Tu Mujhe Jab Kabhi Yaad Aaya
Dil Ne Sau Sau Dafa Baddua Di
Khaab Se Bhi Tujhe Bedakhal Kar Diya
Chod Ke Main Tujhe Badi Door Aa Gaya
Bewafa Honge,
Bewafa Honge Laakhon Hazaaron
Koi Kamzarf Tujhsa Nahi Hai
Dil Ko Ab Mere Hosh Aa Gaya Hai
Pehle Jaisa Sharabi Nahi Hai
Bewafa Tera Yun Muskurana
Jaise Kuch Bhi Hua Hi Nahi Hai
Mohabbat Ke Tarazun Mein
Wafa Kamzor Thi Teri
Andheron Se Tumhare
Bach Saki Na Raushni Meri
Jise Maana Khuda Maine
Usi Ne Dil Mera Toda
Mujhe Dhokha Diya Aisa
Kahin Ka Bhi Nahi Choda
Phir Kabhi Na Kisi Se Lagaunga Dil
Ye Sabak Mujhko Lutne Ke Baad Aa Gaya
Bewafa Mera Haan Bewafa Mera
Bewafa Mera Qaatil Hai Tu Yeh
Tujhko Ab Tak Pata Hi Nahi Hai
Yeh Bhi Sach Hai Ke Ye Baat Maine
Tujhko Ab Tak Batayi Nahi Hai
Bewafa Tera Yun Muskurana
Jaise Kuch Bhi Hua Hi Nahi Hai
“Kabhi Kabhi Mohabbat Mein Aisa Hota Hai
Saansein Chalti Rehti Hai Par
Waqt Thehra Sa Hota Hai”
Bewafa Tera Yun Musukurana